Roman script

lakh chhupao chhup na sakega raj ho kitna gehra

dil ki baat bata deta hai, asali naqali chehra

log to dil ko khush rakhne ko kya kya dhong rachate hai

bheshh badal kar is duniya me baharupiye ban jate hai

man darpan me mukhda dekho utra rang sunehara

dil ki baat baata deta hai, asali naqali chehra

lakh chhupao chhup na sakega raj ho kitna gehra

dil ki baat bata deta hai, asali naqali cheha

ab na ham ko aur banao hamne to pahchan liya

sagar se bhi gehre nikale hamne tum ko jan liya

jis ke man me chor chhupa ho samane kab woh thahra

dil ki baat bata deta hai, asali naqali chehra

lakh chhupao chhup na sakega raj ho kitna gehra

dil ki baat bata deta hai, asali naqali chehra

lakh chhupao chhup na sakega raj ho kitna gehra

dil ki baat bata deta hai, asali naqali chehra

Explore this song