Roman script
kyu hawa aaj yu ga rahi hai kyu hawa aaj yu ga rahi hai, kyu fija rang chalka rahi hai mere dil bata aaj hona hai kya, chandni dil me kyu cha rahi hai jindgi kis taraf ja rahi hai, mere dil bata kya hai silsila kyu hawa aaj yu ga rahi hai, ga rahi hai, ga rahi hai jaha tak bhi jaye nigahe, baraste hai jaise ujale jaha tak bhi jaye nigahe, baraste hai jaise ujale saji kyu hai ye rahe, khile phul kyu hai nirale khusbu ye kaise beh rahi hai, dhadkane jane kya kah rahi hai mere dil bata ye kahani hai kya kyu hawa aaj yu ga rahi hai, ga rahi hai, ga rahi hai ye kiska hai chehra jisse me, har ek phul me dekhta hu ye kiska hai chehra jisse me, har ek phul me dekhta hu ye kiski hai aawaj jisko me, na sun ke bhi mai sun raha hu kaisi ye aahate aa rahi hai, kaise ye khawab dikhla rahi hai mere dil bata kon hai yu aa raha kyu hawa aaj yu ga rahi hai, ga rahi hai, ga rahi hai
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Sonu Nigam
- Singer: Yash Chopra
- Film / album: Veer Zaara (2004)
- Composer: Madan Mohan
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Hema Malini
- Actor: Shahrukh Khan
- Actor: Preity Zinta
- Actor: Rani Mukherjee
- Actor: Manoj Bajpai
- Actor: Divya Dutta
- Actor: Akhilendra Mishra
- Actor: Kirron Kher
- Actor: Boman Irani
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Zohra Sehgal
- Actor: Tom Alter
- Actor: Gurdas Mann
- Actor: S. M. Zaheer
- Actor: Rushad Rana
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra