Roman script

aa aa o o 

laaj sharam ka tod ke pahra aayi hu tere pyaar me 

apni galiyaa chhodke dekho aa baithi bazar me 

kyu dekhte ho gair ko 

aankhe mila mila kar, aankhe mila mila kar

koi tujhko le na jaye, koi tujhko le na jaye  

rasta bata bata kar, rasta bata bata kar

kyu dekhte ho gair ko 

tum bhi nay nay ho galiya nayi nayi hai 

tum bhi nay nay ho galiya nayi nayi hai 

in tang raaston me bhatke huye kahi hai

palkon me rakh na le koi, palkon me rakh na le koi 

palke jhuka jhuka kar, palke jhuka jhuka kar

kyu dekhte ho gair ko 

tu hi bata de kaise dil me tere samaau

tu hi bata de kaise dil me tere samaau

kaisi wafa jataau, kaisi adaa dikhaau 

aanchal me aa chhupalu, aachal me aa chhupalu

sabse bacha bacha kar, sabse bach bacha kar 

kyu dekhte ho gair ko

aankhe mila mila kar, aankhe mila mila kar

koi tujhko le na jaye, koi tujhko le na jaye  

rasta bata bata kar, rasta bata bata kar

kyu dekhte ho gair ko

Explore this song