Roman script

kyun ae dile deewana kyun ae dile deewana

hai hosh se begana hai hosh se begana

kuch ham bhi sunen aake kuch ham bhi sunen aake

tu kiska hai deewana kyun ae dil e deewana

kiske liye jeeta hai kiske liye marta hai

kiske liye jeeta hai kiske liye marta hai

kiske liye marta hai

jab koi nahin tera jab koi nahin tera

phir kiska hai deewana kyun ae dile deewana

aa raat na dhal jaye duniya na badal jaye

aa raat na dhal jaye duniya na badal jaye

duniya na badal jaye

wo doob chaley tare wo doob chaley tare

keh daal ye afsana kyun ae dil e deewana

jab aankh mili thi unse ye kyun na kaha tune

jab aankh mili thi unse ye kyun na kaha tune

ye kyun na kaha tune

munh pher ke mat jaao munh pher ke mat jaao

dil dil ka hai nazrana kyun ae dil e deewana

Explore this song