Roman script

kyu unhe dil diya haye ye kya kiya

shishe ko pathar se takra diya

kyu unhe dil diya haye ye kya kiya

shishe ko pathar se takra diya

jinko aata nahi hai wafa ka chalan

unse lagi hai lagan

thesh lagti hai jis dam to

kahta hai man

ujade na dil ka chaman

pas rah kar sada

hai wo humse juda

kismat ne ye din bhi dikhla diya

kaun bhula hua aaj yaad aa gaya

ye kisne phir dil ko tadpa diya

phir mere dil me 

jaga mohabbat ka gum

ghutne laga mera dam

kisne rakha meri zindagi me kadam

aur ye kaha tere hum

tuhi aye dil bata kisne dekar sada

aankho ka paymana chalka diya

kaun bhula hua aaj yaad aa gaya

ye kisne phir dil ko tadpa diya

Explore this song