Roman script

gudgudi gudgudi gudgudi gudgudi
kyu fisalta hai dil apni samajh me na aaye 
mausam me chhaye jab mastiya 
apne kadam dagmagaaye 
gudgudi gudgudi
gudgudi gudgudi
lo phir shuru ho gayi wo hi puraani kahaani 
chanchal haseena hai ek taraf 
duji taraf ye jawaani 
lo phir shuru ho gayi wo hi puraani kahaani 
chanchal haseena hai ek taraf 
duji taraf ye jawaani 
gudgudi gudgudi gudgudi gudgudi
umar ka nahi hai takaja
dil kab kis pe aa jaaye 
pyar ka laddu khaaye naa khaaye 
dono taraf pachhataaye 
gudgudi gudgudi gudgudi gudgudi

Song details

Song video

Watch on YouTube