Roman script

kyu mujhko darane laga sapna koi

mano dur jane laga apna koi

ai dil bta kaha se utha aag kaha lagi

kyu mujhko darane laga sapna koi

mano dur jane laga apna koi

jindagi hai ye kya bebsi ke siva

jindagi hai ye kya bebsi ke siva

kisse tarke wafa ab kare hum yaha

kyu mujhko darane laga sapna koi

mano dur jane laga apna koi

pyar jinse kiya vo hi samjhe nahi

pyar jinse kiya vo hi samjhe nahi

kisko dil ki sada sunaye yaha

kyu mujhko rulane laga sapna koi

mano dur jane laga apna koi

ai dil bta kaha se utha aag ka ha lagi

kyu mujhko darane laga sapna koi

mano dur jane laga apna koi

Explore this song