Roman script

kyon hai mujhe lagta jaise kali hoon main

apni hi khushbu mein khilane lagi hoon main

kyon hai mujhe lagta abb in raahon mein

chaand utarana hai meri inn baahon mein

kya bataau ho raha hai kya 

paaya kya hai kho raha hai kya

jaane kyun mere waaste muskuraaye saare raaste

chaand utarana hai

kyon hai mujhe lagta abb in raahon mein

chaand utarana hai meri inn baahon mein

gehre gehre rang hai saare

behke behke saare ishaare

mujhko hai lag raha jaise hai sab naya

jhume ja yun dil bole mera

kyon hai mujhe lagta jaise kali hoon main

apni hi khushbu mein khilane lagi hoon main

kyon hai mujhe lagta

abb in raahon mein chaand utarana hai

jaagi jaagi ek khushi hai ujli ujli roshani hai

yeh bata jindagi kyun hai yeh dilkashi

dil pe hai kyun sapno ka ghera aa aa aa

kyon hai mujhe lagta dil mera khona hai

jo na huwa hai abb tak abb wahi hona hai

kyon hai mujhe lagta jaise kali hoon main

apni hi khushbu mein khilane lagi hoon main

kya bataau ho raha hai kya

paaya kya hai kho raha hai kya

jaane kyun mere waaste muskuraaye saare raaste

kyon hai mujhe lagta jaise kali hoon main

apni hi khushbu mein khilane lagi hoon main

kyon hai mujhe lagta jaise kali hoon main

apni hi khushbu mein khilane lagi hoon main

kyon hai mujhe lagta jaise kali hoon main

apni hi khushbu mein khilane lagi hoon main

Explore this song