Roman script

kyo daren zindagi mein kya hoga

kuch na hoga to tazurba hoga

hansti aankho mein jhaank kar dekho

koi aansoo kahi chhupa hoga

in dino na-ummeed sa hu  main

shayad usne bhi ye suna hoga

dekhkar tumko sochta hu main

kya kisi ne tumhen chhua hoga

Explore this song