Roman script

kyo ji mujhe pahchana o ho nahi pahchana

mai bhi dilwala kisi ka matwala

jara meri bhi sun ja na aa

jaao na meri surat per ye sab hai jardish ka asar

andar se kuch aur hu mai aata hu kuch aur najar

kyo ji mujhe pahchana o ho nahi pahchana

mai bhi dilwala kisi ka matwala

jara meri bhi sun ja na kyo ji mujhe pahchana

o ho nahi pahchana

sidhi sidhi rah nahi aur manzil ki chah nahi

hum to hai pyar ke parvane jaan gayi parvaah nahi

kyo ji mujhe pahchana o ho nahi pahchana

mai bhi dilwala kisi ka matwala

jara meri bhi sun ja na

kyo ji mujhe pahchana o ho nahi pahchana

dil hai dil per marta hu baat bhi sachchi karta hu

galat na samjho aaj agar samne aaker darta hu

kyo ji mujhe pahchana o ho nahi pahchana

mai bhi dilwala kisi ka matwala

jara meri bhi sun ja na kyo ji mujhe pahchana

o ho nahi pahchana kyo ji mujhe pahchana

o ho nahi pahchana

Explore this song