Roman script

kyo hai ye khamoshiya jane, kyo thehari si hai juban

jane kya ho gaya, mausam bhi hai naya

sukhi jami bhiga hai aasmaan

kyo hai ye khamoshiya jane, kyo thehari si hai juban

jane kya ho gaya, mausam bhi hai naya

sukhi jami bhiga hai aasmaan

kyo hai ye majburiya, jane kyo bebas hai hum yaha

jane kya ho gaya, mausam bhi hai naya

sukhi jamin bhiga hai aasmaan

jo pahle thi, ab wo nahi hai haaye

kya ho gaya hai, ye kaise bataye

pahle thi ab wo nahi hai haaaye

kya ho gaya hai, ye kaise bataye

hamne socha nahi tha, aansu me dubega lamha khushi ka

kaise ye silsile hai, haan pass phir bhi bahaut fasale hai

kyo hai ye tanhayiya, jane kyo suna sa hai jaha

din jaise raat hai, jane kya baat hai

rutha huwa hai, hamse ye sama

jo pehale thi, ab wo nahi hai hawaye

kya ho gaya hai, ye kaise bataye

rishte bekhare huye hai, phir se inhe jod le sochte hai

raahe kahne lagi hai, apni juda koyi manjil nahi hai

kyo hai ye khamoshiya, jane kyo thahari si hai juba

jane kya ho gaya, mausam bhi hai naya

sukhi jamin bhiga hai aasmaan

kyo hai ye majburiya, jane kyo bebas hai hum yaha

jane kya ho gaya, mausam bhi hai naya

sukhi jamin bhiga hai aasmaan

jo pehale thi, ab wo nahi hai hawaye

kya ho gaya hai, ye kaise bataye

pehale thi ab wo nahi hai hawaye

kya ho gaya hai, ye kaise bataye

Explore this song