Roman script

kuchh ham badlne lage 

kuchh dil badalne laga 

mitha sa ye dard jo, saanso me palne laga 

kya yahi pyaar hain, kya yahi pyaar hain

kya yahi pyaar hain, ha ha ha ha ha 

kuchh ham badlne lage 

kuchh dil badalne laga 

mitha sa ye dard jo, saanso me palne laga 

kya yahi pyaar hain, kya yahi pyaar hain

kya yahi pyaar hain, ha ha ha ha ha 

kis rang me aaj kal he he he 

kis rang me aaj kal 

rangne lagi zindagi 

na jane kis mod par 

le jaaye ye aashiqi 

le jaaye ye aashiqi 

aankho se ab har ghadi, bunde churaye koi 

chahat ki ik aag si, dil me lagaye koi 

kya yahi pyaar hain, kya yahi pyaar hain

kya yahi pyaar hain, ha ha ha ha ha 

ab mere bas me nahi 

ab mere bas me nahi 

paagal jawani hain ye 

divanepan ki mere shayad nishani hain 

saayad nishani hain 

dhadkan bhi badali lage, armaan bhi hain naye 

madhosh dil ho gaya, betaab ham ho gaye 

kya yahi pyaar hain, kya yahi pyaar hain

kya yahi pyaar hain, ha ha ha ha ha 

kuchh ham badlne lage 

kuchh dil badalne laga 

mitha sa ye dard jo, saanso me palne laga 

kya yahi pyaar hain, kya yahi pyaar hain

kya yahi pyaar hain, ha ha ha he he he he he

Explore this song