Roman script

kya tum wahi ho kya tum wahi ho

kya tum wahi ho kya tum wahi ho

kya tum wahi ho kya tum wahi ho

kya tum wahi ho kya tum wahi ho

apne khwaabo me mai dhundhata hu jise 

bandagi hai meri poojata hu jise 

tanha baitha hua sochta hu jise 

kya tum wahi ho kya tum wahi ho

har ghadi in nigaaho ne maanga jise 

mere dil ki panaaho ne maanga jise 

lab pe aayi sadaao ne maanga jise 

kya tum wahi ho kya tum wahi ho

dhime sur me koi geet gaati hai jo 

dil me chaahat ki lahre uthaati hai jo 

apne chehre ko aksar chhupaati hai jo 

ha tum wahi ho ha tum wahi ho

ha tum wahi ho ha tum wahi ho

Explore this song