Roman script

zindagi khwab hai aah me bhi pata 
par hume zindagi se bahut pyaar tha
wo sukh bhi the dukh bhi the dil ko 
ghere hue chahe jaisa tha rang sansaar tha
aa gai thi shikatay labo tak 
magar kise kehte to kya kehna bekaar tha
chal pade dard pi kar to tan pe lage 
haar kar baith jane ko inkaar tha
chand din tha basera hmara yahan 
hum bhi mehmaan the ghar to uska tha
humsafar ek din to bichadna hi tha
alvida alvida alvida alvida

Song details

Song video

Watch on YouTube