Roman script

kya hua, ik baat par barso ka yarana gaya

is bahane dosto ka pyaar pahchana gaya

kya hua, kya hua

kya sunaye ham kisi ko, pyaar ki ye dasta

pyaar ki ye dasta

jaan jaane ko hai baaki, dil to divana gaya

kya hua, ik baat par barso ka yarana gaya 

unka, unke gam ka ai dil, ab kare afasos kya

ab kare afasos kya

jisko aana tha vo aaya, jisko tha jaana gaya

kya hua, ik baat par barso ka yarana gaya 

unse milne ki ijaazat, ek bas hamko nahi 

ek bas hamko nahi

unse milne unke ghar, har apna begana gaya

kya hua, ik baat par barso ka yarana gaya

is bahane dosto ka pyaar pahchana gaya

kya hua, kya hua

kya hua, ik baat par barso ka yarana gaya

Explore this song