Roman script

Kya yaad hai tumko wo din bhi 
haan wo din bhi
kya yaad hai tumko ho wo din bhi 
kya yaad hai tumko wo din bhi 
haan wo din bhi 
kya yaad hai tumko ho wo din bhi
jab rain basaate the wo din bhi niraale the 
jab nain mile nainan se the
jab nain mile nainan se the
aur geet pyar ke gaate the 
kya yaad hai tumko wo din bhi 
kya yaad hai tumko wo din bhi
haan wo din bhi 
kya yaad hai tumko ho wo din bhi 
hum tumko roz bulaate the
hum tumko roz bulaate the
hum man hi man muskaate the 
hum baar baar na jane kyu jhuk jate the 
kya yaad hai tumko wo din bhi
haan wo din bhi
kya yaad hai tumko ho wo din bhi 
main sabke dil me aati thi 
main sabke dil me aati thi
aur badi jor keh jati thi 
aur badi jor keh jati thi 
bin bole dil ka haal bayaan main 
naino se kar jati thi 
hum jeevan bhar na bhulenge 
hum tumse mohabbat karte the 
sab dekh dekh kar jalte the 
hum tumse mohabbat karte the
sab dekh dekh kar jalte the 
hum jeevan bhar na bhulenge
hum jeevan bhar na bhulenge
kya yaad hai tumko ho wo din bhi 
haan wo din bhi
kya yaad hai tumko ho wo din bhi 
kya yaad hai tumko wo din bhi 
haan wo din bhi
kya yaad hai tumko wo din bhi

Song details

Song video

Watch on YouTube