Roman script

kya se kya ho gaya allah re allah

kya se kya ho gaya allah re allah

kya se kya ho gaya allah re allah

kya se kya ho gaya allah re 

sadiyo ke matwale jage todke zanzire 

haye re todke sari zanzire

bharat ke dilwale jaage badal ke takdire

sadiyo ke matwale jage todke zanzire 

haye re todke sari zanzire

bharat ke dilwale jaage badal ke takdire

lekin ye kya dil me aayi hamba hamba

bandh ke ghar angnayi magan ho gaye bhai bhai re

are bandh ke ghar angnayi magan ho gaye bhai bhai re

koi kanta bo gaya allah re allah 

koi kanta bo gaya allah re allah 

kya se kya ho gaya allah re allah

kya se kya ho gaya allah re allah

koi ghar ghar bate lekin dil nahi bat sakta

haye re dil to nahi bat sakta

dharti to na badlegi jo badal gaya rasta

koi ghar ghar bate lekin dil nahi bat sakta

haye dil to nahi bat sakta

dharti to na badlegi jo badal gaya rasta

dukh ke ab aansu pi daalo hamba hamba

aao utho bharat walo khabardar jiyo matwaalo re

arey aao utho bharat walo khabardar jiyo matwaalo re

ujiyara ho gaya allah re allah

ujiyara ho gaya allah re allah

kya se kya ho gaya allah re allah

kya se kya ho gaya allah re

Explore this song