Roman script

kya gokul dekhu mai kya mathura jaau 

kya gokul dekhu mai kya mathura jaau

mera murli bala yahan hai  murli bala yahan hai 

kya gokul dekhu mai kya mathura jaau 

kya dharti mata kya ganga maiya 

kya dharti mata kya ganga maiya 

in sabse badi meri maa hai sabse badi meri maa hai 

kya dharti mata kya ganga maiya 

tu meri mamta ki tashveer hai mere raja 

tu meri mamta ki tashveer hai mere raja 

tu meri muskati taqdeer hai mere raja 

ye nata tere mera yug yug se amar hai raja 

kya gokul dekhu mai kya mathura jaau

mera murli bala yahan hai  murli bala yahan hai 

kya gokul dekhu mai kya mathura jaau 

maa tera duniyan mai darja hai sabse uncha 

maa tera duniyan mai darja hai sabse uncha 

maine to eshwer ko maa tere roop mai dekha 

tera hun mai pujari , karta hu teri pooja 

kya dharti mata kya ganga maiya 

in sabse badi meri maa hai 

kya dharti maata kya ganga maiya 

aa munne mai apni palkon mai chupa lu tujhko 

aa munne mai apni palkon mai chhupa lu tujhko 

tu mera jeevan hai seene se laga lu tujhko 

maa teri charnon ki dhul bhi pyari mujhko 

kya gokul dekhu mai kya mathura jaau

mera murli bala yahan hai  murli bala yahan hai 

kya gokul dekhu mai kya mathura jaau

Explore this song