Roman script

kya mast hawaye hai kya mast hawaye hai 
dali dali par haye sajani najuk adaye hai 
dali dali par haye sajani najuk adaye hai 
haste huye tare hai haye sajan haye sajan 
haste huye tare hai 
chand se hans hans kar karte ye ishare hai 
chand se hans hans kar karte ye ishare hai
hum chand ko kya jane 
ab chand ko kya jane 
dekh chuke tumko haye sajani 
ab usko kya mane 
dekh chuke tumko haye sajani 
ab usko kya mane 
ek bat main karti hun haye sajan haye sajan
ek bat main karti hun 
bhed na khul jaye is bat se darti hun 
bhed na khul jaye is bat se darti hun 
fir mast hawa aai haye sajan haye sajani 
fir mast hawa aai 
do dil bund se ek hal bana lai 
do dil bund se ek hal bana lai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Ghulam Haider, Shamshad Begum

lyricist: Behzad Lakhnavi, Shaukat Thanvi, Deena Nath Madhok