Roman script

kya mar sakegi maut use oro ke liye jo jita hai

milta hai jaha ka pyar use oro ke jo ansu pita hai

kya mar sakegi maut use

balapan vidya ke liye hai bhog ke liye jawani hai

jog ke liye budapa hai ye jag ki rit purani hai

hai karam yog hi yog bada yahi sachayi yahi gita hai

milta hai jaha ka pyar use oro ke jo ansu pita hai

kya mar sakegi maut use oro ke liye jo jita hai

milta hai jaha ka pyar use oro ke jo ansu pita hai

kya mar sakegi maut use

hona hota hai jinko amar wo log to marte hi aaye

oro ke liye jiwan apna balidan wo karte hi aaye

dharti ko diye jisne badal wo sagar kabhi na rita hai

milta hai jaha ka pyar use oro ke jo ansu pita hai

kya mar sakegi maut use

jisne wish piya bana sankar, jisne wish piya bani mira

jo cheda gaya ban moti, jo kata gaya bana hira

wo nar hai to hai ram, wo nari hai to sita hai

milta hai jaha ka pyar use oro ke jo ansu pita hai

kya mar sakegi maut use oro ke liye jo jita hai

milta hai jaha ka pyar use oro ke jo ansu pita hai

kya mar sakegi maut use

Explore this song