Roman script

jo likha gaya hai kismat me wo to hokar hi rahta hai 

ye maine kiya wo maine kiya murakh hai jo ye kahta hai 

ye sach hai ramayan har yug me dohrayi gayi hai 

har yug me achhayi aur burayi payi gayi hai 

yu to dono pade huye the sare ved puran 

dono hi the mhan yodha dono hi gunwan 

lekin apne apne karmo lekin apne apne karmo 

ka dekho parinam ek jag me ravan kahlaya 

duza raja ram duza raja ram  

ha kya lekar aaya hai pyare aur kya tu lekar jayega

kya lekar aaya hai pyare aur kya tu lekar jayega

kya lekar aaya hai pyare aur kya tu lekar jayega

kya lekar aaya hai pyare aur kya tu lekar jayega

jo rang jama gaya ha jama gaya 

jo rang jama gaya ha ha jama gaya

rang jama gaya jama gaya jama gaya

rang jama gaya duniya me rangila wahi kahlayega

jo rang jama gaya duniya me rangila wahi kahlayega

apni to gujarti hai masti me chahe andar ho ya bahar ho 

apni to gujarti hai masti me chahe andar ho ya bahar ho 

chahe andar ho ya bahar ho chahe andar ho ya bahar ho

chahe andar ho ya bahar ho ha tu mane ya na mane aaha

tu jane ya na jane aaho apni kismat ke dane hai

hume le aaye thane tu mane ya na mane 

tu jane ya na jane ha apni to gujarti hai masti me 

chahe andar ho ya bahar ho jis dane pe jiska naam likha 

wo dana wahi to khayega jis dane pe jiska naam likha 

wo dana wahi to khayega rang jama gaya duniya me 

rangila wahi kahlayega

hai pap julm karna to phir hai pap julm ka sahna bhi 

hai pap julm karna to phir hai pap julm ka

hai pap julm ka sahna bhi hai pap julm ka sahna bhi

hai pap julm ka sahna bhi ha ke budhjil banke jina

wo jina kya hai jina aaho jo lahro se dar jaye 

dub jaye wo sapina ke budhjil banke jina

wo jina kya hai jina hai pap julm karna to phir 

hai pap julm ka sahna bhi jo man ko marke jita hai 

wo jaldi hi mar jayega jo man ko marke jita hai 

wo jaldi hi mar jayega jo rang jama gaya duniya me 

rangila wahi kahlayega kya lekar aaya hai 

pyare aur kya tu lekar jayega

is duniya ke ye rang hai to phir ye duniya kis kam ki hai 

chehro pe jhut ka parda hai sachchayi yaha bas naam ki hai 

jaan kisi ki lekar aise bante hai anjan

kise kahe insan yaha aur kise kahe shaitan 

ha chhodo bekar ki bato ko jo bit gaya kya aayega

ha jo bit gaya kya aayega jo rang jama gaya duniya me 

rangila wahi kahlayega jo rang jama gaya duniya me 

rangila wahi kahlayega

jo lut ke khushiya auro ki apne hi liye mat jite hai 

wo bheed me chahe hanste ho tanhayi me aansu pite hai

tanhayi me aansu pite hai jo rang jama gaya duniya me 

rangila wahi kahlayega jo rang jama gaya duniya me 

rangila wahi kahlayega kya lekar aaya hai 

pyare aur kya tu lekar jayega

Explore this song