Roman script

kya kiya khun bacche ka khuni hai tu

kya kiya khun bacche ka khuni hai tu

ekli raat ko laash laai hai kyu

kaun hai, kaun hai, bol jaldi bata

chor ki bhati marghat me aai hai kyu

koi sangi nahi, koi sathi nahi

koi sangi nahi, koi sathi nahi

sath takdir ko apne lai hun main

rutha bhagwan, futa nasiba mera

laal ko funkne apne laai hun

kar bina paye main lash jalne na dun

kar bina paye main lash jalne na dun

saty ki baat tujhko batata hun main

kya karun main bhi bebas hun lachar hun

hukum maalik ka apne bajata hun main

futi kaudi nahi paas mere suno ji

futi kaudi nahi paas mere suno

is bhayanak andhere se ghabraun main

koi duniya me mera nahi aasra

tum hi bolo abhagan kaha jaun main

Explore this song