Roman script

kya khabar kya pata, kya khushi hai gham hai kya

leke ansu jo hansi de, gham ke badle jo khushi de

raj yeh jana usi ne, jindagi kya hain jindagi

kya khabar kya pata, kya khushi hai gham hai kya

kal ki bate bhul ja, gujri rate bhul ja

khawb jo sach ho ske na, uski yade bhul ja

jo hare na bebasi se, na kare sikwa kisi se

raj yeh jana usi ne, jindagi kya hain jindagi

apne dil ka dard yeh umar bhar haskar piye

jina uska jina hain jo auro ki khatir jiye

kam le jindadili se, yu hi khele jindagi se

raj yeh jana usi ne, jindagi kya hain jindagi

kya khabar kya pata, kya khushi hai gham hai kya

le ke ansu jo hansi de, gham ke badle jo khushi de

raj yeh jana usine, jindagi kya hain jindagi

kya khabar kya pata, kya khushi hai gham hai kya

Explore this song