Roman script

kya karu dil kahi pe kho gaya 

jane do ho na tha jo ho gaya

kya karu dil kahi pe kho gaya

itna roka itna toka par sambhala na gaya

kya karu dil kahi pe kho gaya

jane do ho na tha jo ho gaya

kya khata thi ye najar ki ya dilo ka josh tha

aankh milte ho gaya kya kisko itna hosh tha

dekhti hi rah gayi mai dekhti hi rah gayi mai

jane kya ho gaya kya karu dil kahi pe kho gaya

jane do ho na tha jo ho gaya

pyar se na bach sakoge fir ye darna kisliye

sochte the dil lagana aahe bharna kisliye

fir bhi dhokha kha hi baithe

fir bhi dhokha kha hi baithe

pyar ho hi gaya kya karu dil kahi pe kho gaya

jane do ho na tha jo ho gaya

itna roka itna toka par sambhala na gaya

kya karu dil kahi pe kho gaya

jane do ho na tha jo ho gaya

Explore this song