Roman script

kya kahne masha allah, nazar teer aapki

kya kahne masha allah, nazar teer aapki

ji chahta hai khich lu tasveer aapki

ji chahta hai khich lu tasveer aapki

kya kahne masha allah, nazar teer aapki

kya kahne masha allah, nazar teer aapki

ji chahta hai khich lu tasveer aapki

ji chahta hai khich lu tasveer aapki

kya kahne masha allah

chehra suhana pyar ki roshan kitab hai

bijli bhi jisko pa na saki wo shabab hai

aata hai roz pujne suraj kadam ko chumne

dene ko hum bhi aa gaye dil ka jawa gulaab

oye wallah kya hasin hai tasir aapki

oye wallah kya hasin hai tasir aapki

ji chahta hai khich lu tasveer aapki

ji chahta hai khich lu tasveer aapki

kya kahne masha allah 

pyara pyara haye ghunghat tumhara bahar hai

dil ka ye tara, aisi adaa par nisar hai

chandi se gore hath me 

mehandi rachi suhag ki

kis ke liye wo najami itni saji hui

haay dulhan bani hai aaj to takdir aapki

haay dulhan bani hai aaj to takdir aapki

ji chahta hai

ji chahta hai khich lu tasveer aapki

ji chahta hai khich lu tasveer aapki

kya kahne masha allah, nazar teer aapki

kya kahne masha allah, nazar teer aapki

ji chahta hai 

ji chahta hai khich lu tasveer aapki

ji chahta hai khich lu tasveer aapki

kya kahne masha allah

Explore this song