Roman script

kya kaha tujhe main bhul jaau

na tujhe yaad karu na tujhe yaad aau

sheeshi bhari gulaab ki patthar pe tod du

sheeshi bhari gulaab ki patthar pe tod du

teri gali na chhodu

teri gali na chhodu duniya main chhod du

teri gali na chhodu duniya main chhod du

saanso ki dor se piya mala ka kaam lu

saanso ki dor se piya mala ka kaam lu

karke bahana ram ka

karke bahana ram ka tera main naam lu

karke bahana ram ka tera main naam lu

sheeshi bhari gulaab ki patthar pe tod du

prem hai ye koi khel nahi

ye koi do dino ka saiya mel nahi

prem hai ye koi khel nahi

ye koi do dino ka saiya mel nahi

ja kaanta chubha ho paanv me, du main nikaal wo

kaanta chubha ho paanv me, du main nikaal wo

kaise nikaalu dil se main tere khayal ko 

kaise nikaalu dil se main tere khayal ko 

bhula tu karke vade pipal ki chhanv me

bhula tu karke vade pipal ki chhanv me

tujhsa nahi hai koi

tujhsa nahi hai koi harjai gaanv me 

tujhsa nahi hai koi harjai gaanv me 

sheeshi bhari gulaab ki patthar pe tod du

chhod de mera hath channa

na majak kare mere sath channa

chhod de mera hath channa

na majak kare mere sath channa

main kaliya bhari bahar ki baago se noch lu

kaliya bhari bahar ki baago se noch lu

phir ha karungi baalma pahle main soch lu

phir ha karungi baalma pahle main soch lu

dekha hansa diya tujhe ho taange wale yaar

dekha hansa diya tujhe ho taange wale yaar

rutha hua tha mahiya

rutha hua tha mahiya maine mana liya

rutha hua tha mahiya maine mana liya

sheeshi bhari gulaab ki patthar pe tod du

patthar pe tod du

patthar pe tod du

Explore this song