Roman script

kya jhuta lagta hai kya sachha lagta hai
bol munni tujhko kya achha lagta hai
lolipap lolipap lolipap lolipap
lolipap lolipap lolipap lolipap
kya fika lagta hai kya mitha lagta hai
arey bol mune tujhko kya achha lagta hai
lolipap lolipap lolipap lolipap
lolipap lolipap lolipap lolipap
rup kai hai rang kai hai
koi hai gora koi kala hai
duniya me rup kai hai rang kai hai koi hai gora 
koi kala hai duniya me ho kya gora lagta hai 
sach kya kala lagta hai jhut bol mune tujhko 
kya achha lagta hai
lolipap lolipap lolipap lolipap
lolipap lolipap lolipap lolipap
o mere pyare ye bata de kya hai bhalayi aur 
kya hai burayi raja o mere pyare hu ye bata de kya
kya hai bhalayi aur kya hai burayi raja ho o
kya bhala lagta hai mor kya bura lagta hai 
chor bol mune tujhko kya achha lagta hai 
lalipap
bate nirali karta hai tu ek sawal ka jawab to jara de tu
bate nirali karta hai tu
ek sawal ka jawab to jara de tu
kya mushkil lagta hai
kuch nahi kya aasan lagta hai 
sab kuch arey bol mune tujhko 
kya achha lagta hai
lolipap lolipap lolipap lolipap
lolipap lolipap lolipap lolipap
kya jhuta lagta hai kya sacha lagta hai
bol maa tujhko kya achha lagta hai
mera lal mera lal mera lal mera lal
mera muna mera lal mera muna mera lal
mera lal mera lal mera lal mera lal

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Baba Sehgal