Roman script
kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan kaanton me main khadi nainon ke dwaar pe nis din bahaar ke dekhoon sapne kaanton me main khadi nainon ke dwaar pe nis din bahaar ke dekhoon sapne chehre ki dhool kya chanda ki chaandni utri to reh gayi mukh pe apne kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan jabse mili nazar maathe pe ban gaye bindiya nayan tere dekho sajna jabse mili nazar maathe pe ban gaye bindiya nayan tere dekho sajna dhar li jo pyaar se meri kalaayiyaan piya teri ungliyan ho gayi kangana kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Baharon Ke Sapne (1967)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Asha Parekh
- Actor: Madan Puri
- Actor: Premnath
- Actor: Rajender Nath
- Actor: Sulochana
- Actor: Nana Palsikar
- Actor: Indira Bansal
- Actor: Bela Bose
- Actor: Laxmi Chhaya
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Padma Khanna
- Actor: Uma Khosla
- Actor: Manorama
- Actor: Indu Shivraj
- Actor: Jayashree Gadkar
- Actor: Jairaj
- Actor: Anwar
Song video
actor: Rajesh Khanna, Asha Parekh