Roman script

kya jalwa kya najara meri aankho ne dekha allah allah

kya jalwa kya najara meri aankho ne dekha allah allah

unki najar ka jhukna jhuk ke 

uthna uth ke fir jhuk jana allah allah

kya jalwa kya najara meri aankho ne dekha allah allah

unki najar ka jhukna jhuk ke uthna 

uth ke fir jhuk jana allah allah

mauje tadap rahi hai dariya me mat nahao

mauje tadap rahi hai dariya me mat nahao

pani me o hasina tum aag mat lagao

shola badal se lapka o lapka shola badal se lapka 

tauba tauba uthane laga dhua dhua sa allah allah

kya jalwa kya najara meri aankho ne dekha allah allah

unki najar ka jhukna jhuk ke 

uthna uth ke fir jhuk jana allah allah

hatho ko yu uthake chehra chupa liya hai

hatho ko yu uthake chehra chupa liya hai

balo ko yu girake parda bana liya hai

muskil hai fir bhi chupna ho chupna

muskil hai fir bhi chupna

chup kar chalna chalte chalte fir rukna allah allah

kya jalwa kya najara meri aankho ne dekha allah allah

unki najar ka jhukna jhuk ke uthna uth ke fir jhuk jana 

allah allah

Explore this song