Roman script

kiya karte the jo vishram

resham ke gaddelo me

hai unka aaj dera

pattharo me aur dhelo me

nikal kar saat pardo se

prabhu maidan me aaye

yahi bas ke chinta hai

bhakt ki aan rah jaye

jagat me shan rah jaye

kya kisan aur kya bhagwan

apni jagah dono hai mahan

kya kisan aur kya bhagwan

apni jagah dono hai mahan

in dono par tika jahan

apni jagah dono hai mahan

khetpati aur jagatpati ka

bada anokha naata

khetpati aur jagatpati ka

bada anokha naata

ek hai ann daata dharti ka

aur ek hai nirmata

ek hai bhakti ek hai shakti

ek hai bhakti ek hai shakti

dono hi balwan re bhai

kya kisan 

kya kisan aur kya bhagwan

apni jagah dono hai mahan

in dono par tika jahan

apni jagah dono hai mahan

ek hai nar to ek narayan

dono karte bhalayi 

ek brahman hai ek virat hai

dono hi bhai bhai

jaha pe dono mil jate hai

jaha pe dono mil jate hai

wahi pe hai kalyan re bhai

kya kisan 

kya kisan aur kya bhagwan

apni jagah dono hai mahan

Explore this song