Roman script

kya huya yaad nahi kaise huya yaad nahi

ab mujhe kuch bhi mohabbat ke siva yaad nahi

kya huya yaad nahi kaise huya yaad nahi

ab mujhe kuch bhi mohabbat ke siva yaad nahi

kya huya yaad nahi

hum wahi aap wohi

hum wahi aap wohi phir bhi ye anjanapan 

aapne aud liya kyu ye udasi ka kafan

kab huyi kisse huyi kaisi khata yaad nahi

ab mujhe kuch bhi mohabbat ke siva yaad nahi

kya huya yaad nahi 

aap badle to fija rang badal jayegi

lab pe roki hai jo wo aahe nikal jayegi 

aap badle to fija rang badal jayegi

lab pe roki hai jo wo aahe nikal jayegi 

aap kyu aaj hai humse sabse khafa yaad nahi

ab mujhe kuch bhi mohabbat ke siva yaad nahi

kya huya yaad nahi kaise huya yaad nahi

ab mujhe kuch bhi mohabbat ke siva yaad nahi

kya huya yaad nahi yaad nahi yaad nahi

Explore this song