Roman script

kya hua kya nahi kya khabar kya pata

kya hua kya nahi kya khabar kya pata

tera ruth jana aur mera manana dono ka jabab nahi

mera pyar toba tera gusa toba dono ka hisab nahi

kya hua kya nahi kya khabar kya pata

thodi si bat me tu ruth jati hai 

sise ki gudiya jaisi tut jati hai

thodi si bat me tu ruth jati hai 

sise ki gudiya jaisi tut jati hai 

teri adao ne teri jafao ne

mujhko bana diya hai diwana

tera ruth jana or mera manana dono ka jawab nahi

kya hua kya nahi kya khabar kya pata

mani hai ab tu kitni mushkil se

milne do hash ke jara dil dil se

mani hai ab tu kitni mushkil se

milne do hash ke jara dil dil se

mosam mastana hai pyar ka zamana hai 

aise me phir kahi tu na ruth jana

tera ruth jana or mera manana dono ka jawab nahi 

mera pyar toba tera gusa toba dono ka hisab nahi

kya hua kya nahi kya khabar kya pata

kya hua kya nahi kya khabar kya pata

Explore this song