Roman script

re na re aa, aa na aa na re re na

dil ka diya shab bhar jala tere liye o piya aa

jate hue, jaate hue, keh ke gaya, keh ke gaya yaar vida alvida

dil to diya hai, jaan bhi de de aur nazrana kya hoga

kya hoga kya hoga

lau ko chhu ke laut aaya jo woh parwana kya hoga

kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga

sar pe falak hai falak pe sitaare, sitaare

aji humne to dekhe hain aankho me saare

palke jhukaane se kya hoga, palke jhukaane se kya hoga

kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga

kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga

dil ka diya shab bhar jala tere liye o piya aa

kya kya bataaye ki kin kin zamaano me

dekha hai humne tumhe, o piya ji piya

rumaani mausam ki sab daastano me

dekha hai humne tumhe, o piya ji piya

o piya ji piya more piya ji, more piya ji

more piya ji, piya ji, piya ji piya

piya ji, piya ji, more piya

piya ji, piya ji, piya ji piya

more piya ji piya, piya ji piya

jaana tu baarish ki aawaz me, kabhi chhaanv ke andaaz me

kabhi udti hui dhoop me, kabhi khushboo ki badmaaz me

udte guzarte jo dariya ne dekha

paani pe parchhayi sehla ke dekha

ho katra ke ab humse kya hoga, katra ke ab humse kya hoga

kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga

kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga

zindagi uspe vaar ke aaye, saare ehsaan utaar ke aaye

humne taare utaare the lekin usne to aasmaan loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

parda uthai ke, ghoonghat girai ke

parda uthai ke, ghoonghat girai ke chain humara loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

nazar uthaayi aur

nazar uthaayi aur palke gira ke loot liya

salam-e-shauq ne kuchh is tarah se loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

na jaane khoon hua aa

na jaane khoon hua kitni aarzuo ka

na jaane khoon hua kitni aarzuo ka

labo pe paan ki surkhi laga ke loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

wafa se loota kabhi-kabhi aur kabhi jafa se loot liya

sitam sitam hai, sitam sitam hai

sitam, sitam, sitam, har adaa pe loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya

Explore this song