Roman script

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya parbat kya sagar kya basti kya jungle

kya parbat kya sagar kya basti kya jungle

tu hi to hai sab me hai teri chaya

kahi bhole bhole mukhre kahi khushiya to kahi dukhre

tu hai rango ka jharoka ya hai nazro ka dhoka

tu hai rango ka jharoka ya hai nazro ka dhoka

jab teri kirpa se hai duniya ke dam me dam dam

jab teri kirpa se hai duniya ke dam me dam dam

phir kyu hai ye hahakari phir kyu hai ye matam

sab allah ke bande, sab allah ke bande

jeevan sukha jaye jaye badhe dino din gham gham

aap kare din raat kare phir bhi kehlaye hum

sab allah ke bande, sab allah ke bande

apni nazar ghuma sara jag hai badguma 

apni nazar ghuma sara jag hai badguma 

hum hai nadan hum kya jane teri maya

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya parbat kya sagar kya basti kya jungle

kya parbat kya sagar kya basti kya jungle

tu hi to hai sab me hai teri chaya

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kahi nila hai kahi pila duniya ka rang sajila

tere rang nirale tere dhang nirale 

tere rang nirale tere dhang nirale 

tera gorakh dhanda data samajh na paye hum

tere roop anokhe tu hi haua aur aadam

sab allah ke bande, sab allah ke bande

apni nazar ghuma sara jag hai badguma 

apni nazar ghuma sara jag hai badguma 

hum hai nadan hum kya jane teri maya

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya parbat kya sagar kya basti kya jungle

kya parbat kya sagar kya basti kya jungle

tu hi to hai sab me hai teri chaya

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

Explore this song