Roman script

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya parvat kya sagaar kya basti kya jungle

kya parvat kya sagaar kya basti kya jungle

tu hi to hai sab me hai teri chhaya

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kahi bhole bhole mukhde 

kahi khushiya to kahi dukhde

tu hai rango ka jharoka ya hai najro ka dhokha

tu hai rango ka jharoka ya hai najro ka dhokha

jab teri kirpa se hai duniya ke dum me dum dum

phir kyu hai ye hahakari phir kyu hai ye matam

sab allah ke bande, sab allah ke bande

apni najar ghuma sara jag hai badguma 

apni najar ghuma sara jag hai badguma 

hum hai nadan hum kya jane teri maya

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya parvat kya sagaar kya basti kya jungle

kya parvat kya sagaar kya basti kya jungle

tu hi to hai sab me hai teri chhaya

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

kya hawa kya badal kya dharti kya ambar

sab allah ke bande

Explore this song