Roman script

kya jamane the jab tum the hamare bas me 

tumse taza thi mohabbat ki purani rasme

wo saare jamane beet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye 

wo saare jamane beet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye 

kya iski kare fariyaad koi 

o chain se tum barbad koi 

kya iski kare fariyaad koi 

o chain se tum barbad koi 

iski bhi shikayat kaun kare

kya haar gaye kya jeet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye 

kuch door kisi ne sath diya 

kya kam hai yahi ehsaan uska 

kuch door kisi ne sath diya 

kya kam hai yahi ehsaan uska 

yaade bhi mili ansu bhi mile 

kya haar gaye kya jeet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye 

shayad sab kuch afsana tha 

wo pyar bhi khwab suhana tha  

shayad sab kuch afsana tha 

wo pyar bhi khwab suhana tha 

soche bhi to dil ab kya soche

kya haar gaye kya jeet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye 

kyu pyaar bhara dil tod diya 

kyu mod pe aake chhod diya 

kyu pyaar bhara dil tod diya 

kyu mod pe aake chhod diya 

koi ye jara unse puche

kya haar gaye kya jeet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye 

wo saare jamane beet gaye

kya haar gaye kya jeet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye 

kya haar gaye kya jeet gaye

Explore this song