Roman script

kya gokul dekhu main kya mathura jaau

kya gokul dekhu main kya mathura jaau

mera murli wala yaha hai

murli wala yaha hai

kya gokul dekhu main kya mathura jaau

kya dharti mata aur kya ganga maiya

kya dharti mata aur kya ganga maiya

in sabse badi meri maa hai

sabse badi meri maa hai

kya dharti mata aur kya ganga maiya

tu meri mamta ki tasveer hai mere raja

tu meri mamta ki tasveer hai mere raja

tu meri muskati taqdeer hai mere raja

ye nata tera mera yug yug se amar hai raja

kya gokul dekhu main kya mathura jaau

mera murli wala yaha hai

murli wala yaha hai

kya gokul dekhu main kya mathura jaau

maa teri duniya me darja hai sabse uncha

maa teri duniya me darja hai sabse uncha

maine to ishwar ko maa tere rup me dekha

tera hu main pujari karta hu teri puja

kya dharti mata aur kya ganga maiya

in sabse badi meri maa hai

sabse badi meri maa hai

kya dharti mata aur kya ganga maiya

aa mummy main apni palko me chhupa lu tujhko

aa mummy main apni palko me chhupa lu tujhko

tu mera jivan hai sine se laga lo tujhko

maa teri charno ki hai dhul bhi pyari mujhko

kya gokul dekhu main kya mathura jaau

mera murli wala yaha hai

murli wala yaha hai

kya gokul dekhu main kya mathura jaau

Explore this song