Roman script

kya bhala dil ke tadapne ka nateeza nikla 

dard badhta gaya aur nacharaa nikla 

kya bhala dil ke tadapne ka nateeza nikla 

doob jaana hai badi baat mohabbat ke liye 

badnaseebi hai agar par safeena nikla 

badnaseebi hai agar par safeena nikla 

kya bhala dil ke 

koi saathi naa mila tere bichad jaane par 

mai toh har raah se har ek mod se tanha nikla 

mai toh har raah se har ek mod se tanha nikla 

kya bhala dil ke 

uska ehsaas mere dil se liptataa hi raha 

saya dar saya najdeek barabar nikla 

saya dar saya najdeek barabar nikla 

kya bhala dil ke tadapne ka nateeza nikla

kya bhala dil ke tadapne ka nateeza nikla

Explore this song