Roman script

kya bataayen hame kya yaad hain 
kya bhul gaye 
kya bataayen hame kya yaad hain 
kya bhul gaye 
baaki jo kuchh tha muhabbat-e-siva bhul gaye 
kya bataye kya bataye 
ek hi shahar me rahte hain, magar milte nahi 
ek hi shahar me rahte hain, magar milte nahi 
khub ye rashm-e-vafa hain ki vafa bhul gaye 
khub ye rashm-e-vafa hain ki vafa bhul gaye
kya bataye kya bataye 
kya tabibo se bhala hota, gam-e-dil ka ilaaz 
kya tabibo se bhala hota, gam-e-dil ka ilaaz 
kya tabibo se bhala hota, gam-e-dil ka ilaaz 
dekhkar haalat-e-bimaar dava bhul gaye 
dekhkar haalat-e-bimaar dava bhul gaye 
kya bataye kya bataye 
ashq aisa bhi hua raah-e-vafa me aksar 
ashq aisa bhi hua raah-e-vafa me aksar 
dhundane nikle unhe apna pata bhul gaye 
dhundane nikle unhe apna pata bhul gaye 
baaki jo kuchh tha muhabbat-e-siva bhul gaye 
kya bataayen hame kya yaad hain 
kya bhul gaye 
kya bataye kya bataye

Song details

Song video

Watch on YouTube