Roman script

kya ajab saaj hai ye sahnayi, do hi sur ka ye khel sara hai

ek sur jindagi ka sahil hai, dusra maut ka kinara hai

ye baje to hayas ki mahfil, tore badan pe aake jham jaye

jindagi ek khwab ho jaye, ye agar bajate bajate baj jaye

ye chand kabhi chand chudavi ka hai, aur kabhi suabah ka sitara

ye chand kabhi chand chudavi ka hai, aur kabhi suabah ka sitara

kya ajab saaj hai ye sahnayi, do hi sur ka ye khel sara hai

aah aur waah kya ye sangam hai, sur aur saaj ki ye jawani hai

hai agar ye sabab ka ye kisa, ek bewa bhi kahani hai

kah ko hota hai absar nahi, aanshuo ka bhi ek dara hai

kah ko hota hai absar nahi, aanshuo ka bhi ek dara hai

kya ajab saaj hai ye sahnayi, do hi sur ka ye khel sara hai

Explore this song