Roman script

kya aankho ki laali 
kya aankho ki laali 
botal ki pari be aab hui 
be aab hui betab hui 
sari nagariya be aab hui 
kyun khamkha le ke nam kisi ne 
jam ki wo laali le li 
kya aankho ki laali 
kya aankho ki laali 
kya galo ki laali 
kya galo ki laali 
are kisk aankhe ashk kar 
tum laal laga dil dag dag
sun dil bhi behad bekarar
kyun tha chaman par jisko naaj 
kisi ne gul khila li 
kya galo ki laali 
kya galo ki laali 
kya hatho ki laali 
kya hatho ki laali 
hai hina bahut sharmai hui 
patti patti murjhai hui 
dil kashi chaman par chhai hui  
kyun tha chaman par jisko naaj 
mahandi laali le li 
kya hatho ki laali

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mumtaz Ali, Sunita Devi