Roman script

kya aankhe hai, kya mukhda hai

ye ladki chand ka tukda hai

kya aankhe hai, kya mukhda hai

ye ladki chand ka tukda hai

mujhse kuch ruthi ruthi hai

mujhse kuch ruthi ruthi hai

bas isi baat ka dukhda hai

kya aankhe hai, kya mukhda hai

ye ladki chand ka tukda hai

mujhse kuch ruthi ruthi hai

mujhse kuch ruthi ruthi hai

bas isi baat ka dukhda hai

kya aankhe hai, kya mukhda hai

ye ladki chand ka tukda hai

baaho me aaja na ja, mere hasi sanam

duri sahi na jaye, jana teri kasam

dil ko churaye mere, teri yahi ada

chehra main dekhu, kaali julfe zara hata

ho baaho me aaja na ja, mere hasi sanam

duri sahi na jaye, jana teri kasam

dil ko churaye mere, teri yahi ada

chehra main dekhu, kaali julfe zara hata

jaanu main dilruba, marji hai teri kya

jane bhi de mujhe, raaho me na sata

na sata, na sata, o na sata

kya aankhe hai, kya mukhda hai

ye ladki chand ka tukda hai

mujhse kuch ruthi ruthi hai

mujhse kuch ruthi ruthi hai

bas isi baat ka dukhda hai

kya aankhe hai, kya mukhda hai

ye ladki chand ka tukda hai

diwana karke mujhe, aise kahan chali

baate humari hogi ab to gali gali

dil pe chhaya hai mere, tera nasha nasha

karne de mujhko janeja, koi khata

diwana karke mujhe, aise kahan chali

baate humari hogi ab to gali gali

dil pe chhaya hai mere, tera nasha nasha

karne de mujhko janeja, koi khata

chhayi hai bekhudi, mausam hai pyar ka

na todungi kabhi, vada main yaar ka

yaar ka, yaar ka, ha yaar ka

kya aankhe hai, kya mukhda hai

ye ladki chand ka tukda hai

kya aankhe hai, kya mukhda hai

ye ladki chand ka tukda hai

mujhse kuch ruthi ruthi hai

mujhse kuch ruthi ruthi hai

bas isi baat ka dukhda hai

kya aankhe hai, kya mukhda hai

ye ladki chand ka tukda hai

ye ladki chand ka tukda hai

ye ladki chand ka tukda hai

ye ladki chand ka tukda hai

Explore this song