Roman script
kuchh kehta hai ye sawan, kya kehta hai kuchh kehta hai ye sawan, kya kehta hai sham savere dil mein mere tu rehata hai, o o o too rehata hai o o, o kuchh kehati hai ye badali, kya kehati hai o kuchh kehati hai ye badali, kya kehati hai sham savere dil me mere tu rehati hai, oy oy oy too rehati hai rimjhim gata hai pani, kyun gata hai prit me sajan geet ye jivan ban jata hai, ban jata hai phir aai purwai, kyun aai hai phir aai purwai, kyun aai hai sajani teraa prem sandesa ye lai hai bhigi bhigi raton me kya hota hai bhigi bhigi raton me kya hota hai nind naa aaye hamko haye jag sota hai, jag sota hai khilati hai tab kaliya, kab khilati hai khilati hai tab kaliya, kab khilati hai teri akhiya meri akhiya jab milati hai chham chham bajati hai payal, kab bajati hai chham chham bajati hai payal, kab bajati hai prem ke path par rup ko thokar jab lagati hai,haye jab lagati hai dhak dhak karata hai ye dil, kyun karata hai dhak dhak karata hai ye dil, kyun karata hai log naa sun le pyar ki baate mann darata hai are jate hain pardesi, kyun jate hai dur akele des ke mele yad aate hai, o o o yad aate hai jhar jhar behata hai jharna, kyun behata hai aai javani rut mastani ye kehata hai,haye ye kehata hai kuchh kehta hai ye sawan, kya kehta hai aa aa aa aa kuchh kehta hai
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Mera Gaon Mera Desh (1971)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Dharmendra
- Actor: Asha Parekh
- Actor: Jayant
- Actor: Vinod Khanna
- Actor: Laxmi Chhaya
- Actor: Asit Sen
- Actor: Sudhir
- Actor: Bhagwan
- Actor: Uma Dutt
- Actor: Birbal
- Actor: Dulari
- Actor: Mohan Choti
- Actor: Paro
- Actor: Manmohan
- Actor: Ravi Khanna
- Actor: Baldev Khosa
- Actor: Bunty
- Actor: Manju
- Actor: Poornima
- Actor: Shah Agha
- Actor: Soni
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
actor: Dharmendra, Asha Parekh