Roman script

kuchh bhi kahega tohabhi nahi jaungi 

kahi nahi jaungi kabhi nahi jaungi 

ho chanda mama se pyara mera mama

ho chanda mama se pyara mera mama

meri ankho ka tara mera mama, mera mama

na to maa ki mili hai mamata 

na bapu ka saya 

na to maa ki mili hai mamata 

na bapu ka saya 

teri god me aa baithi hu dekh ke thandi chhaya  

mera jivan sahara, mera jivan sahara

mera jivan sahara mera mama

meri ankho ka tara mera mama, mera mama

ek din dulhe raja ke sang char kahar bulau

ek din dulhe raja ke sang char kahar bulau

apne hathon se hi doli me tujhe bithau

us din mujhko chhod  ke tu aisi duniya me jaye

har ek ladki jahan se vapas laut ke phir na aye

rota rahega bechara tera mama

rota rahega bechara tera mama

ho chanda mama se pyara mera mama

meri ankho ka tara mera mama

ho chanda mama

Explore this song