Roman script

kuch yaad rahe
kuch yaad rahe to sun kar ja 
ha kar ja ya na kar ja 
tu ha kar ja ya na kar ja 
kuch yaad rahe to sun kar ja 
kuch yaad rahe to sun kar ja 
tu ha kar ja ya na kar ja 
tu ha kar ja ya na kar ja 
bhul sake to bhul hi jana 
kya bhuli hu bhul batana 
bhul sake to bhul hi jana 
kya bhuli hu bhul batana 
dard diya jo 
dard diya hai lekar ja 
tu ha kar ja ya na kar ja 
tu ha kar ja ya na kar ja 
kya swapn rahega swapan jo dekha 
kaise bataau kya kya dekha 
kya swapn rahega swapan jo dekha 
kaise bataau kya kya dekha 
dekhu kuch tere 
dekhu kuch aisa kar ja 
tu ha kar ja ya na kar ja 
tu ha kar ja ya na kar ja 
tum paas the phir bhi door rahe 
majboor the hum majboor rahe 
tum paas the phir bhi door rahe 
majboor the hum majboor rahe 
kya samjhu mai 
kya samjhu samjhakar ja
tu ha kar ja ya na kar ja 
tu ha kar ja ya na kar ja

Song details

Song video

Watch on YouTube