Roman script

kuch na kuch to zarur hona hai

kuch na kuch to zarur hona hai

saamna aaj unse hona hai 

kuch na kuch to zarur hona hai

kuch na kuch to zarur hona hai

samna aaj unse hona hai 

todo, fainko, rakho, karo kuch bhi

todo, fainko, rakho, karo kuch bhi

todo, fainko, rakho, karo kuch bhi

dil hamara hai, kya khilona hai 

dil hamara hai, kya khilona hai 

dil hamara hai, kya khilona hai 

zindagi aur maut ka matlab

zindagi aur maut ka matlab

zindagi aur maut ka matlab

tumko paana, tumko khona hai 

tumko paana hai, tumko khona hai 

tumko paana hai, tumko khona hai 

itna darna bhi kya hai, duniya se

itna darna bhi kya hai, duniya se

itna darna bhi kya hai, duniya se

jo bhi hona hai, wo to hona hai 

jo bhi hona hai, wo to hona hai 

jo bhi hona hai, wo to hona hai 

uth keay mehfil se, mat chale jana

uth keay mehfil se, mat chale jana

uth keay mehfil se, mat chale jana

tumse roshan, ye kona kona hai

tumse roshan, ye kona kona hai

tumse roshan, ye kona kona hai

kuch na kuch to zarur hona hai

kuch na kuch to zarur hona hai

samna aaj unse hona hai

Explore this song