Roman script

kuch kuch hone laga mera dil khone laga

aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga

ha ye kya hone laga

kuch kuch hone laga mera dil khone laga

aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga

ha ye kya hone laga kuch kuch hone laga 

aaj ye kiski ada mujhko tadpane lagi

kyu najar jhukne lagi chal lahrane lagi

cha gaya dil pe mere ek andaz naya

dubkiya lene laga dil me ek raz naya

dil me ek raz naya

kuch kuch hone laga mera dil khone laga

aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga

ha ye kya hone laga kuch kuch hone laga 

dekh hamse na chipa ye hasi raz hai kya

hamse aankhe to mila iska jara naz hai kya

dekh mat ched mujhe mujhko itna sa sata

ye mera hal hai kya haye kuch tu hi bata

haye kuch tu hi bata

kuch kuch hone laga mera dil khone laga

aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga

ha ye kya hone laga kuch kuch hone laga

Explore this song