Roman script

kuch bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga 

hamara tumhara o dilbar dilara na hoga gujara 
arey hoga 

baalo ki mahak mere liye hai are re re re 
gaalo ki chamak mere liye hai la hath la aa 
ho aise na bahak main na milungi ta ra rm 
aur koi tak main na milungi piche na aa aa 

hona hai tujhe yun kisi ki are re re 
aisi bhi hai kya mere me kami ye to bata aa 
ho hona hoga jab mujhe kisi ki ta ra rm 
soch lungi tab tere liye bhi jaldi hai kya aa

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

actor: Dev Anand, Rakhee