Roman script

phutpatho pe jo sota tha akhbaro pe ab chapta hai

kal tak jo criminal tha ab tv pe dikhta hai

girgit hai ke mukaddar rang yu badalta hai

jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai

jo sapna tune dekha wo sabne hi hai dekha

aisa kya kiya hai sale tune hi naya

jo fitrat hai na teri wo masuka hai teri

uske piche tu gaya to kya bura kiya

khai jo mat dikhi aukat ye halat badlenge abe

jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai

jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai

tu dil ki thali me jyada hi likhta hai

fokut ki daru pe gum jyada jhalakta hai

chipkali ki tarah rengta sarakta hai

jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai

jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai

jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai

jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai

Explore this song