Roman script

kuch bhi bacha na kahne ko

har bat ho gayi

kuch bhi bacha na kahne ko

har bat ho gayi

aao kahi sharab piye

aao kahi sharab piye

rat ho gayi

kuch bhi bacha na kahne ko

har bat ho gayi

tauba ke tutne ka mujhe

bhi malal hai

tauba ke tutne ka mujhe

bhi malal hai

par kya kare ke sahar me

barsat ho gayi

par kya kare ke sahar me

barsat ho gayi

aao kahi sarab piye

aao kahi sarab piye

rat ho gayi

kuch bhi bacha na kahne ko

har bat ho gayi

phir yu hua ke waqt ka 

pasa palat gaya

phir yu hua ke waqt ka 

pasa palat gaya

phir yu hua ke waqt ka 

pasa palat gaya

ummid jeet ki thi magar

maat ho gayi

ummid jeet ki thi magar

maat ho gayi

aao kahi sharab piye

aao kahi sharab piye

rat ho gayi

kuch bhi bacha na kahne ko

har bat ho gayi

naksha uthake koi naya

sahar dhundiye

naksha uthake koi naya

sahar dhundiye

is sahar me to sabse 

mulakat ho gayi

is sahar me to sabse 

mulakat ho gayi

aao kahi sarab piye

aao kahi sarab piye

rat ho gayi

kuch bhi bacha na kahne ko

har bat ho gayi

Explore this song